14/07/2026
Khaane men maza na ho, to phir khane ka kya maza? 🍽️
Maze Ki Soghat ka Onion Pickle le kar aaya hai wahi bachpan wala chatpata aur crunch-se-bharpoor ghar jaisa swaad. Khalis masalon aur fresh pyaaz se tayyar karda yeh achaar aap ke har nawaalay ko zinda-dil bana dega! 🤤
Chahay daal chawal hon, biryani ho ya subah ka garam paratha—pyaaz ke is crunchy aur chatpatay zaiqay ke baghair sab adhoora hai.
🛒 Abhi order karein aur maza double karein: www.mazekisoghat.com
📞 WhatsApp/Call: +92 339 1231115