24/03/2026
Zindagi ka simple rule hai... 💯
Log tab tak aapke sath hain jab tak unka matlab poora nahi hota. Jis din unka kaam nikal gaya, us din aap "bure" ban jaoge. Isliye kisi ki baaton mein mat aao, apne kaam par focus karo aur itni mehnat karo ki ek din aapki success khud shor machaye! 🤫🔥
Zindagi ek baar milti hai, ise dusron ko khush karne mein nahi, khud ko behtar banane mein kharch karo.
Waqt sabka aata hai, bas thoda intezar aur thodi mehnat chahiye. ⏳
Aapka kya maanna hai? Comment mein zarur batao! 👇