04/09/2025
Assalam o alaikum ye institute sirf time or paisa zaaya karne wala institute hai yahan plzzzz naaa paisa or time dono zaaya naaa karain is institute me kuch bhi nh seekhaya jata mene bhi admission lia tha or mere sath 20 students or thay sub ka time or paisa zaaya hua hai bsss aaj kisi ki bhi earning nh horahi hai sub in logo ko daddua derahai hain